To dosto is video me ham dekhenge ki big things start small. Ek garage me start ki hui company. Duniya ki best company bhi ban sakti hai . Ho sakta hai shuru me Ham par koi yakeen na kar raha ho. Lekin dreams complete karne par sab yakeen karte hai. Jeff bezoz ne ek interview me kaha tha ki unhe Thomas Edison ka ek quote bhaut acha lagta hai ki success is 1% inspiration and 99% perspiration. In short co keh rahe the ki idea to sabke paas hota hai idea itna matter nhi karta lekin uski execution bhaut matter karti hai.
Aur jeff bezoz execution me bhaut ache hai. Unhone apni company ko bhaut hi jaldi grow kiya aur iske saath hi bhaut se products launch kare.. jaise ki amazon prime, amazon kindle, amazon web services etc. Jeff bezoz ne 2 Billion dollars charity me donate kiye hai taaki homeless families ko vo support kar sake. Dosto I feel ki ham logo ki biographies ko padh ke apne mind ki sochne ki shamta ko bhaut improve kar sakte hai. Even elon musk bhi aisa hi maante hai isiliye unhone bhaut logo ki biographies ko padha aur suna hai.
agar aap bhi FREE me HINDI me biographies padhna chahte hai to aap hamari GIGL app download kar sakte hai.
"JAI HIND"
0 Comments