Advertisement

Surya Namaskar | Plus Size Surya Namaskar | Weight Loss | For Beginners | Variation 14 Steps.

Surya Namaskar | Plus Size Surya Namaskar | Weight Loss | For Beginners | Variation 14 Steps. Surya Namaskar

Doston aaj ka video un logo ke liye samarpit, bole to dedicate hai, jo log motape se kafi pareshan hai.. aur ve traditional ya classical surya namaskar nahi kar patein hain,

kyonki ya to unka weight bahut zyada hai ya.. flexibility ya strength nahi hia… ya wo pehli baar kar ragen hain.

Aur aksar dekha gaya hai.. ki suryanamaskar ke modification ya alternations nahi hai. Bole to, same whaiich.. tarike Karne ke…
aiye aaj kutch naya kartelin, kutu naya seekhtein..

Namaste doston mera naam Ritesh hai
Aur aaj apna focus raheja.. ki surya namaskar ko.. kis tarah se aaasan aur ekdum simple banaya jaye, bole to sabhi prakar ke log isse kar sakte hain.. phir chahe wo plus size..large bodies…. Bigger bodies… ya pehli baar kar raehin hain..ekdum beginner…
jinka yoga se door door tak koi vasta nahin hai…

Shuruat karne se pahle.. mere yeh sujhav hai ki aap yogic breathing ke bare mein thodi jankari hasil kar lein.. main upar link diya hai…. Kyonki yogic breathing pet ki mashpeishya yane ke muscle ko activate kart hain..

Saat hi saat Kutch alignments ke video hai jaise..
Yoga alignment foot , knee, hip, shoulder and neck..yeh sabhi video zaroor dekhen… apka yoga ke barein me bahut sarein doubts clear ho jayenge..
Aur hain yadi koi prashna ho.. to jaroor comment karein…
Jasmine Stenali aur Dana falceti.. naye peedhi ki yogini hain.. jo ke Sharir ke sakaratma, bole to positive thinking ko badava dete hain.. aur main aise yoga guru ke sarahna karta hoon…
Aur sakshat nama karta hoon..

Inhone baut sangharsch karke iss sthithi par pahuche hai.

Suryanamakse antarkik shakti aur atma samman ko badava deta hain….aur apne aapko jannne ka aur apnke aapko pyaar karne ka sab se accha tarika…

Yeh raast sharir se man ke aur jaata hain..

Chaliyee Bahut pakaya main
Kaam pe lagte hai.. bole to action..

Surya Namaskar
Plus Size
Large Bodies
Bigger Bodies

Surya Namaskar
Suryanamaskar


यदि आपके पास समय की कमी है, और आप चुस्त दुरुस्त रहने का कोई नुस्ख़ा ढूँढ रहे हैं, तो सूर्य नमस्कार उसका सबसे अच्छा विकल्प है। सूर्य नमस्कार योगासनों में सर्वश्रेष्ठ है। यह अकेला अभ्यास ही साधक को सम्पूर्ण योग व्यायाम का लाभ पहुंचाने में समर्थ है।

नमस्ते दोस्तों, मेरा नाम रितेश है, सूर्य नमस्कार कैसे करें? सूर्य नमस्कार का संरेखण क्या है। सूर्य नमस्कार के लाभ क्या हैं? आज हम सभी जानकारी प्राप्त करने का प्रयास करेंगे

सूर्य नमस्कार का अर्थ है सूरज को अर्पन या नमस्कार करना। सूर्य नमस्कार से रोजाना दिन की शुरूआत करने पर आपका तन और मन दोनों ही स्वस्थ रहते हैं। इसे करते समय सूरज की किरणों का सीधा प्रभाव शरीर पर पड़ने से आपके कई रोग भी दूर हो जाते हैं।

सूर्य नमस्कार करने से शरीर को उचित मात्रा में विटामिन डी मिलता है, जिससे कि आप मानसिक तनाव और मोटापा जैसी समस्या को भी दूर कर सकते हैं। रोज 5-10 मिनट सूर्य नमस्कार करने के बाद आपको कोई आसन करने की भी आवश्यकता नहीं होगी।
#patelsvideo #yogalignment

#patelsvideo #yogalignment

Surya Namaskar,Weight Loss,Suryanamaskar,Sun Salutation,Surya Namaskar for Bigger Bodies,Larger Bodies,Plus Size,Plus Size Surya Namaskar,SuryaNamaskar,Surya Namaskar in Hindi,#patelsvideo,#yogalignment,Surya Namaskar Chakra & Mantra,Surya Namaskar Chakra,Surya Namaskar Mantra,Sun Salutation in Hindi,Yoga for Weight Loss,Beginners Surya Namaskar,

Post a Comment

0 Comments